Friday, March 20, 2009

Gulaal - Duniya .. jaisi bachi hai waise k waise bacha lo ye duniya

oh ri duniya…
oh ri duniya…
aye oh ri duniya
aye surmayee aankhein ke pyaalo ki duniya oh duniya
surmayee aankhein ke pyaalo ki duniya oh duniya
satrangi rango gulalo ki duniya oh duniya
satrangi rango gulalo ki duniya oh duniya

alsaayi sejo ke phoolon ki duniya oh duniya re
angdaayi tode kabootar ki duniya oh duniya re
aye karwat le soyi haqeeqat ki duniya oh duniya
deewani hoti tabiyat ki duniya oh duniya
khwaahish mein lipti zaroorat ki duniya oh duniya re
heyyy insaan ke sapno ki niyat ki duniya oh duniya
oh ri duniya aaa… oh ri duniya
oh ri duniya aaa… oh ri duniya
yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai?
yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai?
yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai?

mamta ki bikhri kahani ki duniya oh duniya
behno ki siski jawani ki duniya oh duniya
aadam ke hawaas rishte ki duniya oh duniya re
heyyy shayar ke pheeke labzo ki duniya oh duniya
ooooo…oooo…hoooo….hooo…ooooooooo…

gaalib ke maumin ke khwaabo ki duniya
majazo ke un inqalabo ki duniya
gaalib ke maumin ke khwaabo ki duniya
majazo ke un inqalabo ki duniya

faize firako sahir umakhdum meel ki zoku kitabo ki duniya
yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai?
yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai?
yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai?

palchin mein baatein chali jaati hai hai
palchin mein raatein chali jaati hai hai
reh jaata hai jo savera wo dhoondhe
jalta makaan mein basera wo dhoondhe
jaisi bachi hai waisi ki waisi bacha lo yeh duniya

apna samajh ke apno ki jaisi utha lo yeh duniya
chitput si baaton mein jalne lagegi sambhalo yeh duniya
katpit ke raaton mein palne lagegi sambhalo yeh duniya
oh ri duniya… oh ri duniya… wo kahen hai ki duniya
yeh itni nahi hai sitaaro se aage jahan aur bhi hai
yeh hum hi nahi hai wahan aur bhi hai
hamari hare k baat hoti wahin hai
hamein aitraaz nahi hai kahin bhi
wo aayi zamil pe sahi hai
magar falsafa yeh bigad jaata hai jo
wo kehte hai… aalim yeh kehta wahan ishwar hai
faazil yeh kehta wahan allah hai
kabur yeh kehta wahan issa hai
manzil yeh kehti tab insaan se ki
tumhari hai tum hi sambhalo yeh duniya

yeh ujde hue chand baasi charago
tumhare yeh kale iraado ki duniya
ohh ri duniya oh ri duniya…
hoo ri duniya…

No comments:

Post a Comment